Bulk Collection

Bulk Collection

5kg
Rs.0.00
Skip to product information
Bulk Collection

Bulk Collection

Rs.0.00
Kg


*Pagri Masalay - Bulk Collection*

*Pagri Masalay = Etemad Ki Pehchan*

Zyada miqdar me khalis aur mayari masala jaat khareednay walon ke liye Pagri Masalay ki khusoosi bulk collection.

Hum masala jaat ki bari miqdar bhi isi mayar, safai aur zaiqay ke sath faraham kartay hain jis mayar ki waja se Pagri Masalay par etemad kiya jata hai. Chahay mustaqil gharilo istemal ho, baray khandan ke liye zaroorat ho ya zyada miqdar me masala darkar ho, yahan aap apni zaroorat ke mutabiq bulk pack muntakhab kar saktay hain.

*Dastyab Bulk Pack*
5 Kilo
10 Kilo
20 Kilo
40 Kilo

*Is Collection Me Shamil Masala Jaat*

*Sabit Masala Jaat*
Dhania sabit
Zeera sabit
Kali mirch sabit
Laung sabit
Darchini sabit
Bari elaichi sabit
Sabz elaichi sabit
Sonf
Ajwain
Methi dana
Kalonji
Rai
Tez paat

*Powder Masala Jaat*
Surkh mirch powder
Haldi powder
Dhania powder
Zeera powder
Kali mirch powder
Darchini powder
Bari elaichi powder

*Tayar Masala Mix*
Garam masala mix
Salan masala
Biryani masala
Karahi gosht masala
Achar gosht masala

*Pagri Masalay Ki Khas Baat*
Saaf suthri tayari, mayari khaam maal, asal khushbu aur zaiqay par tawajju - aur miqdar me bhi mukammal wazahat.
Hum sirf miqdar nahi, mayar bhi detay hain.
Aik bar Pagri Masalay istemal karen, farq khud mehsoos karen.

*Bulk Order Ki Delivery*
5 Kilo se 40 Kilo tak bulk order dastyab hain.
Pakistan bhar me delivery ki sahulat mojood hai.
Bulk order ki delivery wazan ke hisab aur shehar ke mutabiq hon ge.

Bulk order ke liye apni matlooba miqdar aur masalay muntakhab karen.

*Pagri Masalay - Etemad Ki Pehchan*
Khalis zaiqa, saaf niyat, mayar par koi samjhota nahi.

You may also like